Sunday, August 3, 2008

HASEEn NIGAAHEin


KAYI BAAR MIL CHUKI HAIn YE HASEEn-HASEEn NIGAAHEin,
FIR BHI DIL DHADAK UTHTA HAI, BHARTAA HAI YE AAHEin..!!

YA TO TUM HASEEN NA HOTI, YA MAIn JAWAAn NA HOTA,
TUMHI BATAA DO MUJHKO, HUM KYUn NA TUMKO CHAAHEiN..!!

AB TO AA JAO SANAM, BAHUT HO CHUKA YE INTEAZAAR,
PUKAARTE HAIn TUMHE KAB SE, FAILA KAR APNI BAAHEiN..!!

KHUSHI HI KHUSHI MILI, HUMSAFAR TUM JO BAN GAYE,
MANZIL EK HO GAYI HAI, EK HO GAYI HAI APNI RAAHEin..!!
--GOPAL K.

5 comments:

Yogi said...

Aapko koi bhi misra de do

poem to aap bana hi lete ho...
Achhi banai hai...but kyu ki misra utna badhia nahi tha, fir bhi poem theek bana lee aapne...

GOPAL K.. MAI SHAYAR TO NAHI... said...

MAI TO BAS KOSHISH KAR LETA HU, JO MISRA DIYA JATA HAI USI FEELING ME DOOB JATA HU AUR BAN JATI HAI POEM.. JAANTA HU KI IS POEM ME KUCHH BHI NAYA YA BADHIYA KAHNE KO NAHI HAI, PAR MISRA JO BHI MILA HAI USIKI FEELING PAR LIKH DETA HU.. FIR BHI TAREEF KE LIYE SHUKRIYA YOGI..!!

रश्मि प्रभा... said...

har bhawna mesre ki mohtaj nahin hoti,
dil ko samajhne ke liye dil hi kaafi hota hai.....

GOPAL K.. MAI SHAYAR TO NAHI... said...

shukriya di..!!

!!अक्षय-मन!! said...

bahut unda pyar ki acchi bangi hai dost sundar rachna..

YE MAI HU-- GOPAL

LOVE MATCH


Hi5 Cursors