Showing posts with label मंजिल. Show all posts
Showing posts with label मंजिल. Show all posts
Tuesday, April 24, 2012
गीत-मेरे हुजुर
आंसुओं को धार दो मेरे हुजुर,
गम को अपने मार दो मेरे हुजुर.
***
काटो गम की रात तुम चुपचाप से,
मिलते रहना तुम भी अपने आपसे,
आयेंगे अपने अच्छे दिन भी जरुर.
आंसुओं को धार दो मेरे हुजुर..
***
राह मुश्किल हो मगर चलना तो है,
ख्वाब टूटेंगे मगर पलना तो है,
धुंध में लगती है मंजिल भी दूर.
आंसुओं को धार दो मेरे हुजुर..
***
क्यूँ भला मुझको मिली ऐसी सजा?
दिन थे बहारों के मगर आई खिजा,
कोई बतलाये मुझे मेरा कसूर.
आंसुओं को धार दो मेरे हुजुर..
--गोपाल के.
Tuesday, April 10, 2012
उम्मीद की किरण

स्याह रातों के अंधेरों में
भटकती आत्मा की तरह
ज़िंदगी मेरी
जाने कहाँ
किस दिशा में
लिए जा रही है,
ना कोई मंजिल
ना साथी
और ना हमसफ़र कोई..
साथ है तो बस
तन्हाई मेरी
गिरता हूँ
फिसलता हूँ मैं
खाता हूँ ठोकरें
फिर भी
हाथ थामे
हौसलों का
बस यूँ ही चलता हूँ मैं.
दिखी थी कभी
एक उम्मीद की किरण
जिसने किया प्रेरित
मुझे आगे बढ़ने का
और मैं
उसी उम्मीद की
किरण के सहारे
चला जा रहा हूँ
अपनी मंजिल की तलाश में
–> गोपाल के.
लेबल:
उम्मीद,
जिंदगी,
मंजिल,
हिंदी कविता
Sunday, February 1, 2009
SOOKHE PHOOL

SOOKHE PHOOL AB NAHI MILTE MERI KITAABOn ME,
AB KOI BHI NAHI JO KI AATA HO MERE KHWAABOn ME..
APNI MANZIL KI TALAASH ME FIRTA RAHTA HU DAR-B-DAR,
TAIRTI RAHTI HAIn YAADEin ASHQOn KE SAILAABOn ME..!!
--GOPAL K.
Wednesday, October 22, 2008
BADAL GAYE??

RASTE WAHI HAIn, MANZILEin WAHI HAIn,
BAS HUMSAFAR BADAL GAYE,
HUM TO KHUD KO BADAL NA SAKE,
HAAn WO MAGAR BADAL GAYE॥
ZAMAANE KE FASHION ME HUM HI,
DHAAL SAKE NA AB TAK KHUD KO,
TUMSE HUM KARE KYA SHIKWA GILAA?
JO TUM AGAR BADAL GAYE??
--GOPAL K.
Tuesday, August 5, 2008
PALNE LAGE

KHWAAB CHHOTE THE NIGAAHOn ME PALNE LAGE,
MANZIL DOOR THI FIR BHI HUM CHALNE LAGE..!!
EHSAAS MERE DARD KA UNKO TAB JAKAR HUA,
ASHQ MERI AANKHOn SE JAB BAAHAR NIKALNE LAGE..!!
WO KHAAK HO GAYE KUCHH BHI BAN-NE SE PAHLE,
DEKH KAR AUROn KO JO BHI THE JALNE LAGE..!!
TOOT-TA HAI AAKHIR EK DIN AISA DIL AKSAR YAHAAn,
KISI KI IK MUSKAAN PAR HI JO FISALNE LAGE..!!
HAATH DEKAR USE BHI UTHA LENA TUM,
GIRKAR BHI AGAR KOI JO SAMBHALNE LAGE..!!
DARD BHARKAR LIKH DE, “GOPAL” TU AISI GAZAL,
SUNKE JISE PATTHAR KA DIL BHI PIGHALNE LAGE..!!
--GOPAL K.
Sunday, August 3, 2008
HASEEn NIGAAHEin

KAYI BAAR MIL CHUKI HAIn YE HASEEn-HASEEn NIGAAHEin,
FIR BHI DIL DHADAK UTHTA HAI, BHARTAA HAI YE AAHEin..!!
YA TO TUM HASEEN NA HOTI, YA MAIn JAWAAn NA HOTA,
TUMHI BATAA DO MUJHKO, HUM KYUn NA TUMKO CHAAHEiN..!!
AB TO AA JAO SANAM, BAHUT HO CHUKA YE INTEAZAAR,
PUKAARTE HAIn TUMHE KAB SE, FAILA KAR APNI BAAHEiN..!!
KHUSHI HI KHUSHI MILI, HUMSAFAR TUM JO BAN GAYE,
MANZIL EK HO GAYI HAI, EK HO GAYI HAI APNI RAAHEin..!!
--GOPAL K.
FIR BHI DIL DHADAK UTHTA HAI, BHARTAA HAI YE AAHEin..!!
YA TO TUM HASEEN NA HOTI, YA MAIn JAWAAn NA HOTA,
TUMHI BATAA DO MUJHKO, HUM KYUn NA TUMKO CHAAHEiN..!!
AB TO AA JAO SANAM, BAHUT HO CHUKA YE INTEAZAAR,
PUKAARTE HAIn TUMHE KAB SE, FAILA KAR APNI BAAHEiN..!!
KHUSHI HI KHUSHI MILI, HUMSAFAR TUM JO BAN GAYE,
MANZIL EK HO GAYI HAI, EK HO GAYI HAI APNI RAAHEin..!!
--GOPAL K.
Tuesday, July 29, 2008
MARNE SE PAHLE

KAATNE KO ABHI TANHA KAI SHAAM BAAKI HAIn॥!
TUM TO PAHUCHNE KO HO MANZIL KE PAAS AB TO,
SAFAR HAI LAMBA MERA, RASTA TAMAAM BAAKI HAI॥!
MAA-BAAP, BHAI-BAHEN, KITNI HASRAT PAALE BAITHE HAIn,
IN SABKE LIYE KARNA ABHI MUJHE INTEZAAM BAAKI HAI॥!
MERE PYAR KE BADLE JO TUM MUJHPAR THE LAGA GAYE,
MAATHE SE HATAANA ABHI WO SARE ILZAAM BAAKI HAI॥!
DEKHE THE KITNE SAPNE, HASRATEin THI KITNI DIL MEin,
REH GAYA HAI DENA TUJHE IK PAIGAAM BAAKI HAI॥!
PEEKAR JISE BHULA DU, TERE DIYE HUYE GAM SAARE,
AB HAATHOn SE PEENA TERE WO JAAM BAAKI HAI॥!!
--GOPAL K.
Sunday, July 27, 2008
BEKHABAR

MUJHKO PATA CHALE TO ISKO BHI DU KHABAR॥!
RAAH TO DIKHTI NAHI, MANZIL HAI GUMSHUDA,
CHAL RAHA HU FIR BHI, ANDHAA HAI YE SAFAR॥!
YE ZINDGI BIN TERE, KITNI BADAL GAYI HAI,
EK NAZAR HUM PAR BHI DAAL, TU DEKH TO IDHAR॥!
YUn HAR ROJ MAUT KO, IS TARAH TO NA JEETA,
MAR JATA EK BAAR HI, GAR DE JATE TUM ZAHAR॥!!
--GOPAL K.
Saturday, July 12, 2008
कहाँ खो गए?

वो राही नयी मंजिलों के,
कहाँ खो गए?
जो हमसफ़र थे,
वो बेवफा क्यों हो गए?
ढूंढता हूँ उनको,
आज तक मैं दर-ब-दर,
पता नहीं चला अब तक,
वो कहाँ को गए?
दिल में बस उनका ख्याल,
नींद आये क्यों मुझे?
मैं जागता हूँ रात भर,
वो तो होंगे सो गए॥!
दिल का हाल सुनाएँ किसे,
किसको रुला दें फिर से हम?
आये थे पोंछने जो आंसू,
साथ मेरे वो रो गए॥!!
--गोपाल के।
।
।
।
.
Wo Raahi nayi manzilon ke kahaan kho gaye?
Jo Humsafar the wo bewafa kyun ho gaye?
Dhoondhta hu unko aaj tak main dar-b-dar,
Pata nahi chalaa ab tak wo kahaan ko gaye?
Dil me bas unka khayaal neend aaye kyun mujhe?
Main jaagta hun raat bhar wo to honge so gaye॥!
Dil ka haal sunaayen kise kisko rulaa de fir se hum?
Aaye the ponchhne jo aansu sath mere wo ro gaye॥!!
--GOPAL
Saturday, June 28, 2008
AAS PAAS

Kashtiyaan kyu doobti hain Saahilon ke aaspaas?
Tanhaaiyaan dekhi hai humne Mehfilon ke aaspaas..
Iss Rog ka dhoondho yaaro, Jald hi koi ilaaz,
Zakhm ke kuch daag hain, Har Dilon ke aaspaas..
Chaand se mukhde pe jab hain, Daudti Nazrein meri,
Jane kyu Ruk jati hain, Ye Tilon ke aaspaas..
Talaash me Manzil ki, Bhatakti hai Dar-B-Dar,
Thak kar baithi hain Raahein, Kaafilon ke aaspaas..!!
GOPAL K.
Sunday, June 22, 2008
Mai Dil hu
Subscribe to:
Posts (Atom)