SAFED RANG
SHAANTI KA,
SATYA KA,
SAADGI KA PRATEEK HAI..
KYUn KI
SAFED RANG
UJAALE KA PARTEEK HAI..
WO UJALA
JO ANDHKAAR KO
DASS LETA HAI..
AGYAANTA KO
DOOR KAR DETA HAI..
MANN KE BHRAM KO
DOOR KAR
VISHWAAS JAGAATA HAI..
YAHI WO RANG HAI
JO SAB RANGOn KO BANAATA HAI..
SAARE RANG
ISI SE HAIn
SAAT RANG
INDRADHANUSH KE BHI
ISI SE HAIn
YE RANG ISHWAR KA HAI,
ISHWAR SATYA KA PRATEEK HAI..
AUR WO HAR JAGAH
SHANTI CHAAHTA HAI
SAFED RANG DUSHMAN HAI
HAR JHOOTHI BHRAANTI KA..
TABHI TO SAFED RANG
PRATEEK HAI SHAANTI KA..!!
--GOPAL K.[:)]
8 comments:
BAHUT ACHHI.............
OR AAP BHI.......
O TO HUMEY BHI HAI.........
bohut hi acha likha hai........
nice thought...absolutly true
JAB TAK COMMENT NA AAYE LIKHNE PAR TO LIKHNE KA HAUSLA NAHI BADHTA.. YE COMMENTS HI AUR LIKHNE KO PRERIT KARTE HAIN..
SHUKRIYA SARITA AUR SNEHA..
dil ko chu gayi hai....Really such a nice thoughts.
hmmm kafi achi soch hai...
or use or bhi achi tarah se apne represent kiya hai....
श्वेत रंग को तुमने जीवन के सात्विक , गतिशील मायनों से जोड़ दिया और यही सत्य है........यूँ भी श्वेत रंग एक ठंडक से भर देता है, इस कविता ने भी मेरे विश्वास को ठंडक दी है..........तुमने बहुत सही और विस्तृत ढंग से इसकी विवेचना की
safed rang prateek hai shaanti ka ujaale ka...bohot khoob...
safed poshon ko bhi jaraa samjhao..
safed rang k mayeney :)
Post a Comment